Search
 
Write
 
Forums
 
Login
"Let there arise out of you a band of people inviting to all that is good enjoining what is right and forbidding what is wrong; they are the ones to attain felicity".
(surah Al-Imran,ayat-104)
Image Not found for user
User Name: APL
Full Name: Association of Pakistani Lawyers (UK)
User since: 24/Nov/2010
No Of voices: 57
 
 Views: 1930   
 Replies: 0   
 Share with Friend  
 Post Comment  

Dual nationals

 

1-Duhri shehriat Ka muamla Pakistani parlimaan Hal karey, barrister Amjad Malik

2-73 key Aien aur marvajah qanoon Ur raij practice mein behas talab tazaad hey, halaat duhri sheriat key khilaaf nahein

3. Article 63-1-c aien Ki shiq 25 sey mukhasmat rakhta hey aur 8 million loogoon key haqooq salab honey Ka Khatra hey

4. APL Ki petition 17 dec 2011 sey pending hey, humein suna hi nahein giya aur hum par koi faisla na lagoo kiya jaey aisa insaaf key bunyadi usoolon key khilaaf hoga

5. 2 gandey aandey nikalney key liey 100 achey andoon Ki tookri Ki kodeydaan mein nahein phenka Ka sakta, 

6. Adalat pehley jaali digrion waloon ko aiwan sey bedakhal karey un Ka jurm tu sabit ho chuka, 

7. Adalat duhri shehriat par saza na dey woh 13 bln Pakistan bhejtey hein aur Kerry Luger Ki tarha shart bhi nahein lagatey: 

8. Rehman Malik overseas pakistanion key namaindey nahein hein iss liey un pakistanion Ka muaqaf saheeh nahein kiya jaraha.

barrister Amjad Malik Chair Association of Pakistani Lawyers UK

See BBC report :

http://www.bbc.co.uk/urdu/mobile /pakistan/2012 /06 / 120603_double_citizen_reaction_tk.shtml
 No replies/comments found for this voice 
Please send your suggestion/submission to webmaster@makePakistanBetter.com
Long Live Islam and Pakistan
Site is best viewed at 1280*800 resolution